Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeO P Nayyar
HomeO P Nayyar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo dil ki har baat adhoori hai adhoori hai abhi apne ik aur mulaaqat zaroori hai abhi dil ki har baat adhoori hai adhoori hai abhi apne ik aur mulaaqat zaroori hai abhi chand lamhon ke liye saath ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo aap kyun dil ka hasin raaz mujhe dete hain kyun naya nagma naya saaz mujhe dete hain main to hoon doobi huyi pyaar ke toofanon mein aap saahil se hi aawaaz mujhe dete hain kal bhi honge yehi zazbaat ye waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo
aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa phir tere shaher mein lootne ko chala aaya hoon phir tere shaher mein lootne ko chala aaya hoon phir wohi ishq tera phir wohi dil laaya hoon phir tere shaher mein lootne ko chala aaya hoon dekh kis shaan se aaya hai tera saudaayi shor baajon ka kahin hai to kahin shehnaayi shor baajon ka kahin hai to kahin shehnaayi saari duniyaan ko tamashaayi bana laaya hoon phir wohi ishq tera phir wohi dil laaya hoon phir tere shaher mein tu na ghabraa tera ghoonghat na main uthne doonga zindagi chaahe loote pyaar na lootne doonga zindagi chaahe loote pyaar na lootne doonga dil ke sheeshe ko main pathar ka bana laaya hooon phir wohi ishq tera phir wohi dil laaya hoon phir tere shaher mein baat reh jaati hai insaan rahe ya na rahe yaar ki aan rahe jaan rahe yaa na rahe yaar ki aan rahe jaan rahe yaa na rahe yaar ke naam pe mitne ko chala aaya hoon phir wohi ishq tera phir wohi dil laaya hoon phir
phir thes lagii dil ko phir yaad ne tadapaayaa phir behane lage aansu dil dard se bhar aayaa phir thes lagi dil ko duniyaa tere gulshan se ik phool chunaa humne duniyaa tere gulshan se ik phool chunaa humne ik phool chunaa humne afsos ke daaman ko kaanton se bharaa paayaa phir thes lagi dil ko ik wo hain khudaa rakhe jo bhool gaye hum ko ik wo hain khudaa rakhe jo bhool gaye hum ko jo bhool gaye hum ko ik hum hain ki honthon par shiqvaa naa kabhi aayaa phir behne lage aansu dil dard se bhar aayaa phir thes lagi dil ko
oo oo oo aa aa aa aa aa aa piya main hoon patang tu dor main udati charon or mera dil ye jawaan rahe bas mein kahaan jab chhaaye ghata ghanghor piya main hoon patang tu dor main udati charon or mera dil ye jawaan rahe bas mein kahaan jab chhaaye ghata ghanghor thandi hawa nache lehraye pyaar ki badli dil par chhaye thandi hawa nache lehraye pyaar ki badli dil par chhaye jhoom ke tan mann mera gaaye haay re aanchal udta jaye jhoom ke tan mann mera gaaye haay re aanchal udta jaye aanchal udata jaaye piya main hoon patang tu dor main udati charon or mera dil ye jawaan rahe bas mein kahaan jab chhaaye ghata ghanghor hmm hmm hmm hmm aa aa aa haa haa aa haa haa hmm dil ye jawaan rahe bas mein kahan jab chhaye ghata ghanghor banki ada nayna matwale chaal nayi andaaz niraale banki ada nayna matwale chaal nayi andaaz niraale pyaar ka jadu dil par dale aankh mila kar neend chura le pyaar ka jadu dil par dale aankh mila kar neend chura le neend chura le haay meri gori
piya piya naa laage mora jiyaa aajaa chori chori ye baiyaan gori gori tadap uthi re tere pyaar ko piya piya naa laage mora jiyaa aajaa chori chori ye baiyaan gori gori tadap uthi re tere pyaar ko piyaa piyaa ik ban ki kali matwaali nagri mein aayi khilne ik ban ki kali matwaali nagri mein aayi khilne jungle ki morni aayi baaghon ke mor se milne jungle ki morni aayi baaghon ke mor se milne milne ho milne mor se milne milne ho milne mor se milne haaaaa apna bana le saiyaan ho piya piya naa laage mora jiyaa aajaa chori chori ye baiyaan gori gori tadap uthi re tere pyaar ko piyaa piyaa o baanke naina waale o pardesi matwaale o baanke naina waale o pardesi matwaale tu murli mujhe bana le honthon se haaye lagaa le tu murli mujhe bana le honthon se haaye lagaa le murli bana le honthon se laga le murli bana le honthon se laga le haaaaa apna bana le saiyaan ho piya piya naa laage mora jiyaa aajaa chori chori ye baiyaan gori gori tadap uthi re tere pyaar ko piyaa piyaa
piya piya piyaa piya piya piya mora jiya pukare hum bhi chalenge saiyan sang tumhare hum bhi chalenge saiyan sang tumhare chori chori chori chori chori chori kaahe humein pukaare tum to basi ho gori man mein hamaare tum to basi ho gori man mein hamaare piya piya piya aa aa aa aa aa aa ha ha ha haaa yadoolei hodoolei yoodoolei ye chhip chhip hum se chale ho kahan saiyan main lagoon tore paiyan na chhod mori baiyan ye chhip chhip hum se chale ho kahan saiyan main lagoon tore paiyan na chhod mori baiyan ye chhab matwari ye mukh gora gora na dekho dekho aise ki jiya dole mora ye chhab matwari ye mukh gora gora na dekho dekho aise ki jiya dole mora haan bhole bhale naina mere jaane kya ishaare tum to basi ho gori man mein hamaare tum to basi ho gori man mein hamaare piya piya piya aa aa aa aa aa aa di ee di dei ti odu dou di ee di dei ti odu dou main piya tori chhaya main sang sang doloon tu jaye jahan saiyan main saath tere holoon main piya tori chhaya main sang sang
poochho naa humen hum unke liye kya kya nazraane laayen hain dene ko mubaaraqbaad unhen aankhon mein ye aansoon aayen hain poochho naa humen hum unke liye kya kya nazraane laayen hain dene ko mubaaraqbaad unhen aankhon mein ye aansoon aayen hain poochho naa humen hum unke liye jeevan ki suhaani raahon mein unko ik jeevan meet mila jeevan ki suhaani raahon mein unko ik jeevan meet mila aur hansti huyi iss mehfil se humko birhaa kaa geet mila kaliyon ki tarah muskaaye the hum kaliyon ki tarah muskaaye the hum phoolon ki tarah murjhaaye hain poochho naa humen hum unke liye kya kya nazraane laayen hain dene ko mubaaraqbaad unhen aankhon mein ye aansoon aayen hain poochho naa humen hum unke liye
pritam aan milo pritam aan milo dukhiyaa jiyaa bulaaye pritam aan milo pritam aan milo pritam aan milo dukhiyaa jiyaa bulaaye pritam aan milo pritam aan milo raat andheri aayi baalma raat andheri aayi baalma mann mora ghabaraye hai door ped par baitha panchhi yehi ratanaa lagaye hai aan milo pritam aan milo pritam aan milo pritam aan milo bheegi raat mein ped ke neeche aankh micholi khel rachaayaa bheegi raat mein ped ke neeche aankh micholi khel rachaayaa pritam yaad karo jab tumne prem bharaa ik geet sunaayaa aan milo pritam aan milo pritam aan milo pritam aan milo
pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main ye dillagi ye shaukhiyaan salaam ki yahi to baat ho rahi hai kaam ki koi to mud ke dekh legaa is taraf koi nazar to hogi mere naam ki pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main suni meri sadaa to kis yakeen se ghata utar ke aa gayee zameen pe rahi yahi lagan to ae dil e jawaan asar bhi ho rahegaa ik haseen pe pukaarta chala hoon main gali gali bahaar ki bas ek chhaanv zulf ki bas ik nigaah pyaar ki pukaarta chala hoon main
punar janam mein milungi baalam akhiyan neend na aaye akhiyan neend na aaye punar janam mein milungi baalam akhiyan neend na aaye akhiyan neend na aaye raat ko din tum samajh ke baalam preet ke deep jalaana raat ko din tum samajh ke baalam preet ke deep jalaana sheetal pawan ka jhonka ban ke jeewan bhar bharmaana ik din kar sringaar aaungi rehna aas lagaaye rehna aas lagaaye jab dekho tum samay suhaana yaad puraani dil se lagaana jab dekho tum samay suhaana yaad puraani dil se lagaana tanhaayi ki khamoshi mein geet milan ke baalam gaana tab na kehna mann ki batiyaan rehna raaz chhupaaye rehna raaz chhupaaye punar janam mein milungi baalam akhiyan neend na aaye akhiyan neend na aaye
pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon pyaar par bas to nahin hai mere khaabon ke jharokhon ko sajaane waali aa haa haa haa aa haa haa haa haa mere khaabon ke jharokhon ko sajaane waali tere khaabon mein kahin mera guzar hai ke nahin poochh kar apni nigaahon se bata de mujhko poochh kar apni nigaahon se bata de mujhko meri raaton ke muqaddar mein sehar hai ke nahin pyaar par bas to nahin hai kahin aisa na ho paaon mere tharra jaayein aa haa haa haa aa haa haa haa haa kahin aisa na ho paaon mere tharra jaayein aur teri marmari baahon ka sahaara na mile ashk behate rahe khamosh siyaah raaton mein ashk behate rahe khamosh siyaah raaton mein aur tere reshmi aanchal ka kinaara na mile pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon pyaar par
hmm hm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon pyaar par bas to nahin hai tune khud apni nigaahon se jagaya tha jinhe tune khud apni nigaahon se jagaya tha jinhe unn tamannaon ka izhaar karun yaa naa karoon tumne jis dil ko bade pyaar se apnaaya tha tumne jis dil ko bade pyaar se apnaaya tha usko shikwon ka gunahgaar karun ya naa karoon usko shikwon ka gunahgaar karun ya naa karoon pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na karoon pyaar par bas to nahin hai jis tamanna ke sahaare pe thi jeene ki ummeed jis tamanna ke sahaare pe thi jeene ki ummeed wo tamanna bhi pashemaan huyi jaati hai zindagi yun to humesha se pareshaan si thi zindagi yun to humesha se pareshaan si thi ab to kuchh aur bhi veeraan huyi jaati hai ab to kuchh aur bhi veeraan huyi jaati hai pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi tu bata de ke tujhe pyaar karoon ya na
raaste mein ek haseen aji mil gaya humko kahin chaal thi masti bhari aankhon mein thi jaadugari ye baat hai kal shaam ki baat hai kal shaam ki raaste mein ek haseen aji mil gaya humko kahin chaal thi masti bhari aankhon mein thi jaadugari ye baat hai kal shaam ki baat hai kal shaam ki wo naazneen wo gulbadan chal di dikha ke baankpan aa aa aa aa aa aa aa aaaa wo naazneen wo gulbadan chal di dikha ke baankpan dil ne mujhe kaanta kaha maine kaha haafiz khuda julfon ko lehraati huyi chalti thi balkhaati huyi haaye wo mud mud dekhna aankhon se jaadu fenkna ye baat hai kal shaam ki baat hai kal shaam ki maine bhi rasta rok kar puchha mera dil hai kidhar boli ke dil hum le chale aur dard tujhko de chale haan dard tujhko de chale maine kaha meri khata wo bewafa kuchh to bata kehne lagi ye dil tera mere gale khud pad gaya ye baat hai kal shaam ki baat hai kal shaam ki wo ajnabee wo manchala chup ke se yun kehne laga aa aa aa aa aa aa aa wo ajnabee wo manchala chup ke se
raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein jo tera hai wohi ghum hai mera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi ghum na kar garr hai baadal ghanera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera
hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli hoye mere mann mein aaj ek pyaar ki duniya ban ke sajna mere nain samaja khawab sunhera ban ke sajna lagi tose preet gaaun main geet lagi tose preet gaaun mein geet mere mann ke meet aaja hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli hoye chale mast pawan ik nasha sa chaaye sajna sajna meri ankhiyan fir bhi neend na aaye sajna sajna nahin beete rain tarse ye nain nahin beete rain tarse ye nain mera ban ke chain aaja hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli hoye mera machale jiya ek baat na meri maane sajna mere dil ki batiya haaye koi kya jaane sajna gale baiyan daar mann dungi haar gale baiyan daar mann dungi haar mera tu shingaar aaja hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli
raat suhaani hanste taare inn taaron mein dhoond rahen hain tumko tumko nain humare raat suhaanii beeti jaaye ghadiyan mitti jaaye aashaa dekhe raah tumhari main aur meri nirasha raat suhaanii diya jale sang jale patange sang sang jale hai baati diya jale sang jale patange sang sang jale hai baati main jalta hoon man hi man mein main jalta hoon man hi man mein koi na mera saathi koi na mera saathi raat suhaanii
raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaa kaisi anokhi pyaari hongi wo raaten jab ke piya se hongi manwaa ki baaten kaisi anokhi pyaari hongi wo raaten jab ke piya se hongi manwaa ki baaten do chaand chamkenge mori atariyaa do chaand chamkenge mori atariyaa ik to gagan mein hoga dooja more angnaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaaa birhaa agan bairi mann ko jaalaye birhaa agan bairi mann ko jaalaye barkha ki rimjhim aag lagaaye badraa se keh de koi tham ke barasiyo badraa se keh de koi tham ke barasiyo aa jaayen saiyaan ghar to jam ke barasnaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaa
reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa jab jab tujhko dekhun mere dil mein chhute phuljahdiyaan karunga tera peechha chaahe lag jaayen hathkadiyaan are karunga tera peechha chaahe lag jaayen hathkadiyaan kya hai kutwaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa main hoon izzat waali mujhe samjh naa aisi waisi bade badon ki maine kar di hai aisi taisi bade badon ki maine kar di hai aisi taisi tu hai kiss thaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa roop tere kaa latka mere dil ko de gaya jhatka rang bhare haathon se zara khol de patt ghunghat kaa haaye rang bhare
ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaaa haaaaaa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaaa haaaaaa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaaa haaaaaa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaaa haaaaaa roka kai baar maine dil ki umang ko kya karun main apni nighaahon ki pasand ko o jaane jaan tu hi mere pyaar ka jahaan hai hooooo oooo oooo oooooo oooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa roka kai baar maine dil ki umang ko kya karun main apni nighaahon ki pasand ko o jaane jaan tu hi mere pyaar ka jahaan hai hooooo oooo oooo oooooo oooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa dekho meri aankhen tumhaara hi khumaar hai honthon ki ye laali sanam tera pyaar hai dekho meri aankhen tumhaara hi khumaar hai honthon ki ye laali sanam tera pyaar hai dil ko lagaaya mujhe to iqraar hai roka kai baar maine dil ki umang ko kya karun main apni nighaahon ki pasand ko o jaane jaan tu hi mere pyaar ka jahaan hai hooooo oooo oooo oooooo oooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa maana tera aanchal haathon se abhi door hai baahon mein utha
haarega jab koi baazi tabhi to hogi kisi ki jeet dost yahi duniyaan ki reet tumhein mubaarak mann ka meet roop tera aisaa darpan mein na samaay roop tera aisaa darpan mein na samaay khushboo tere tan ki madhuban mein na samaay o mujhe khushi mili itni o mujhe khushi mili itni ke mann mein na samaay palak band kar lun kahin chhalak hi na jaay roop tera aisaa darpan mein na samaay khushboo tere tan ki madhuban mein na samaay o mujhe khushi mili itni o mujhe khushi mili itni ke mann mein na samaay palak band kar lun kahin chhalak hi na jaay roop tera aisaa darpan mein na samaay khushboo tere tan ki madhuban mein na samaay mujhe na mili jo wo khushi tune paai ae dost mubaarak ho tujhe pyaar ki shehnaai mujhe na mili jo wo khushi tune paai ae dost mubaarak ho tujhe pyaar ki shehnaai duaa mere dil ki duaa mere dil ki daaman mein na samaay tujhe pyaar mile itnaa jeewan mein na samaay mujhe khushi mili itni o mujhe khushi mili itni ke mann mein na samaay palak band kar lun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Phir Miloge Kabhi Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 04:26 12220
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Vishwajeet
Duration : 04:26   Song Number : 12220   

Phir Tere Shaher Mein Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:47 15589
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:47   Song Number : 15589   

Phir Thes Lagi Dil Ko Kashmir Ki Kali (1964) 03:22 32715
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 03:22   Song Number : 32715   

Piya Main Hoon Patang Raagini (1958) 04:43 38383
 
Poster of Raagini (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Padmini
Duration : 04:43   Song Number : 38383   

Piya Piya Na Lage Phagun (1958) 03:22 12228
 
Poster of Phagun (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Pilu
Duration : 03:22   Song Number : 12228   

Piya Piya Piya Mora Jiya Baap Re Baap (1955) 03:32 12278
 
Poster of Baap Re Baap (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Chand Usmani
Duration : 03:32   Song Number : 12278   

Poochho Naa Humen Mitti Mein Sona (1960) 03:25 12397
 
Poster of Mitti Mein Sona (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 03:25   Song Number : 12397   

Pritam Aan Milo C H Atma 03:03 31119
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Saroj Mohini
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 03:03   Song Number : 31119   

Pukaarta Chala Hoon Main Mere Sanam (1965) 04:15 21115
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Raag- 
Kirawani
Duration : 04:15   Song Number : 21115   

Punar Janam Mein Miloongi Balam N L Puri 03:20 40341
 
Poster of N L Puri
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Saroj Mohini
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
N L Puri
Duration : 03:20   Song Number : 40341   

Pyaar Par Bas To Nahin Sone Ki Chidiya (1958) 04:26 12537
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Talat Mahmood
Duration : 04:26   Song Number : 12537   

Pyaar Par Bas To Nahin (Female) Sone Ki Chidiya (1958) 03:23 37582
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:23   Song Number : 37582   

Raaste Mein Ek Haseen Basant (1960) 04:33 36239
 
Poster of Basant (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Duration : 04:33   Song Number : 36239   

Raat Bhar Ka Hai Mehmaan Andhera Sone Ki Chidiya (1958) 03:04 12505
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Balraj Sahni, Talat Mahmood
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:04   Song Number : 12505   

Raat Rangeeli Chamke Baap Re Baap (1955) 03:11 12279
 
Poster of Baap Re Baap (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Chand Usmani
Duration : 03:11   Song Number : 12279   

Raat Suhaani Hanste Taare Aasmaan (1952) 03:14 16381
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:14   Song Number : 16381   

Raaton Ko Chori Chori Mohabbat Zindagi Hai (1966) 05:02 12237
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sujata
Raag- 
Kafi
Duration : 05:02   Song Number : 12237   

Reshmi Salwar Kurta Naya Daur (1957) 04:13 21162
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj, Kumkum
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:13   Song Number : 21162   

Roka Kai Baar Maine Mere Sanam (1965) 06:00 21167
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Asha Parekh
Duration : 06:00   Song Number : 21167   

Roop Tera Aisa Ek Bar Mooskura Do (1972) 04:44 18354
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Tanuja, Joy Mukherjee
Duration : 04:44   Song Number : 18354   
Karaoke Songs of O P Nayyar, Sad Songs of O P Nayyar, Love Songs of O P Nayyar, Dance Songs of O P Nayyar, Hip-hop songs of O P Nayyar, Best songs of O P Nayyar, Super hit songs of O P Nayyar, hit songs of O P Nayyar, duet songs of O P Nayyar, solo songs of O P Nayyar, old songs of O P Nayyar, famous songs of O P Nayyar, Hindi Karaoke Songs of O P Nayyar, Hindi Sad Songs of O P Nayyar, Hindi Love Songs of O P Nayyar, Hindi Dance Songs of O P Nayyar, Hindi Hip-hop songs of O P Nayyar, best Hindi songs of O P Nayyar, super hit Hindi songs of O P Nayyar, hit Hindi songs of O P Nayyar, duet Hindi songs of O P Nayyar, solo Hindi songs of O P Nayyar, old Hindi songs of O P Nayyar, famous Hindi songs of O P Nayyar, Sing Along Songs of O P Nayyar, Sing Along Sad Songs of O P Nayyar, Sing Along Love Songs of O P Nayyar, Sing Along Dance Songs of O P Nayyar, Sing Along Hip-hop songs of O P Nayyar, Sing Along Best songs of O P Nayyar, Sing Along Super hit songs of O P Nayyar, Sing Along hit songs of O P Nayyar, Sing Along duet songs of O P Nayyar, Sing Along solo songs of O P Nayyar, Sing Along old songs of O P Nayyar, Sing Along famous songs of O P Nayyar